Kuch asay he din thay

Lagee aaj sawan ke phir wo jahari hai
Wo he aag seenay main phir jal pari hai

Koyee kash dil par zara hath rakh day
Maray dil kay tukroon ko koyee sath rakh day

Magar ya hain kahwaboon khiyaloon kee batain
Kabhi cheez toot kar koyee juri hai

Kuch asay he din thay ka jaab hum milay thay
Chaman main nahi phool dill main khalay thay

Wo he hain ya musam magar rut nahi wo
Maray sath barsat behi roo pari hai

…

gr8 song of chandni!

nice