Re: koyal ki kook suN k dhuuN wasal ki chee'ri hai
badlooN ki aa'nkhooN maiN aa'nsooN k day'ray haiN
aisay payaa'ray moasam maiN aj hum aklelay haiN
kitna tazaad hai pehlay shair main.
becharay badal kee aankon main aansoowon kay dairay hain aur shair sahab farmatay "pyaray mausam". Aanso tu ghami kee alamat hotay hain.
Baqi acha hai thank you for sharing :)