say mohtaram aur mohtarmaiyein abhi bhi humein pehchahntay hain:shikra:
bhoolanay ke liye kuch ziada pal darkaar nahi hote
Re: koun
embarras ho kar haath khara karing :o
Re: koun
azam jaan :jano:
:aq: kya aap ko yakeen hain ke aap hum jaisi ala paye ke shakhseyaat ko bhool chuki hain?
App aa gayien:shikra:
hum aap hi ke bare main soch rahe the
Re: koun
o aala paye ki balke majj ke paye ki shakhsiat!!!
main ne kaha i stil remember u
ghor se parh!!![]()
Re: koun
maaf kee jiye ga
Ramadan main kamzoori ki waja say nazar thori kamzoor ho gai hai
Re: koun
kion itni kamzoori kion ho gayi ?? qaid kia hua tha kia aapko bhooka piasa??:@:
Re: koun
^
haan woh ramazan aatay hi qaid khanay main band hogae thay, ab bahir niklay hain ![]()
Re: koun
![]()
wah kitney ache hain khud hi band ho jatey hain kisi ko karne ki zaroorat nahi parti ![]()
Re: koun
lol ur blog is hilarious :D
I mean aap kay kartootnamay baray hi mazaahyaaN hain Badshah Salamat.
Re: koun
lol at azam jaan:rotfl:
ADAAB:shikra: kaisi hain aap mohtarma
jee nahi wo hum khud apna wazan kam karna chah rahe the
aap ko pasand aai hamari baatein ,aap ki bohat enayaat hai
Re: koun
wah kia lag rahe hain aalijah ![]()
kitna wazan kam kia hai aapne?? 200 kilos? and aapke baal bhi kale ho gaye hain ![]()
kaheen se aab-e-hayaat haath lag gaya hai kia??![]()
jee bas yehi thora sa.humein batate hue sharam ati hai
shukriya, yeh hamari jawani ki tasweer hai.Hum bhi kabhi jawan the
Re: koun
idhar udhar dekhing
mohtarma kon???