Koshish tou ki thee chupanay ki magar

Koshish tou ki thee chupanay ki magar
majboor hokay bata diya sab tujh ko hum nay woh raaz
tu nay bhi tou bohat ki thee koshish saath nibhanay ki magar
tu nay bhi hokay majboor chupp saadh li
magar majboori thee kya tumhari jaan na pai aaj hum talak
tu nay koshish tou ki batanay ki magar alfaz tearay kahin atak jaatay thay sahayd
kaha tou tha tujhay sey bohat baar kah juda na karna khud sey humain
magar baat yeh humari bhool gayee tujhay bhoolnay ki hi jo aadat hai

bahut khoob!

:k: