Us na kaha
Manga nahin kooch
Main nay socha
Paya main nay bhi nahin kooch
Us nay kaha
Bus diya hay kooch
Main nay socha
Hum khali say kion hain phir?
Tu kabhi kooch na kehna
Wo baray dard say bola
Choop kasain rahin?
Hum nay socha!
Hum tumharain hain sirf
Us nay kaha.
Wo kis ki hay?
Khiyal hum ko aya.
Jhoot nahin hay yai
Us nay diray say hamain bataya
Sach bhi kahan hay;
Socha yai dard say hum nay.
Na choor mujjay wo bola
Bichr kay tum say jaian kahan
Khiyal yai hum ko aya…
A kooch kar jain
Hum or tum amar ho jaian
Wo janooni ho kay kehta!
Himat kahan hay hum main itni
Yai sooch kay hum roo diya.
Wo choop chap wahan say chala gaiya
Hum apnay ap say dook keh kay
So gay…
[QUOTE]
not mention our song aap ko acha nahi laga tu tu koi bata nahi tah_e_dil sey sorry lekin hameen bahut pasand hai khaas torr par in dinoon:'(
[/QUOTE]
FIRST off all aap ka thanx . aap key wajah sey he aaj mein yahan yeh sub khuch send ker pa raha houn . abhee aur kiya likhoun baad mein likhoun ga . leiken itna bata doun keh aap ke poetry buhat he nice hotee hey kash mein bhee likh pata .
Good Luck.