*~~ Kon Yaad Rakhta Hay ~~*


+========+

----------------------------------------

Kon Yaad rakhta Hay

Tum Bhi Bhool Jaogey

Wasal K Zamanay Ko

Hijrato’n K Mosam Ko

Aankh Ki Udaasi Ko

Aarzoo ki Khushboo Ko

Bey-qarar Lamho’n Ko

Aitibaar Khina Hay

***Zindagi K Haatho’nMaon ***

Zindagi Khilona Hay

***Yaad he Nahee’n rehta ***

Kon Kis Jagah Par Tha

Sab Hee Bhool Jaatay Hain

“TUM BHI BHOOL JAOGEY”



Re: ~~ Kon Yaad Rakhta Hay ~~

nice sharing :)

Re: ~~ Kon Yaad Rakhta Hay ~~

mujhay yaad hai zara zara nice 1 Pee^k

Re: ~~ Kon Yaad Rakhta Hay ~~

Good One Precious^Khan..:k:

Thanx danie :~)

Kitna Yaad Hay G :faizy:

Thanx AaryaaN :~)