I wud like 2 say thank u to AMAL, GUL, Lucky Lady( AlLah aap ko aur LUCKY banaey. AMIN), Kaleem saab, and and and .. yeah .JHANJARWALI. Well is dunya mein muhabbat karnay walay kam hein, lekin hein.
par jis k reply ka intezaar tha, us ne to reply kia nahi :(
kahan hai tu k tere intezaar mein aey dost
tamaam raat sulagtay hein dil k weeraanay
kahan hai tu k tere intezaar mein aey dost
tamaam raat sulagtay hein dil k weeraanay
tera shero main na jana kasi kasak ha
hara hoa tarsa hoa lafzoo ki hamaq ha
jis ki rah main sulagta hain tera dil k warana
wo hkeqat nahi ha faqat ik dhnak ha
sory bt ap k is sher k yai jwab bnta tha<!-- / message -->