jala do ab meri umeedo ko
raagho mai khun bhi ruk jayay
mita do ab meri khwahisho ko
k seenay mai kuch bhi reh na jayay
khwaab ya haqeeqat, kon hoon mai is baar…?
kuch bhi nahee mere haath mai
kyon hoon mai lachaar…?
khwaab..?? haqeeqat…? tera wajood…?
ik mazaaq tha… sab bakwaas tha…
ab bhi tere haath mai kuch nahee hay
tab bhi tere haath mai kuch na tha
saza do ab, bandh dalo mujhko
k ab mujhey khauf bhi na ayay
le lo ab mujh se khwaab mere
k dil mai se umeed bhi mar jayay
mai keroon ab to kya k ab wajah hee nahee
kuch bacha hee nahee…,yeh soch hee reh gayeee…
k mai ab mai hoon k nahee??
jala do ab meri umeedo ko
keh khoon bhi zindagi na chahay
saza do ab
maar dalo mujhko
k ab mujhey khauf bhi na ayay
bhula do ab…saza do ab…
jala do ab…
duaa do abbb
DUAAA DO ABBB
Tum Me Ki Dost Ho ![]()
awwww ![]()
hummm
Mein aap ko jaanta hoon? ![]()
shayad ![]()
haan usk agay
try kero likhney ki
ek din zaroor kamyaab hogey
hamaree duaaein apk saath hayn
![]()
Nice...
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Nice...
[/QUOTE]
thanx