koii mehrbaaN naheeN saath maiN, koii haat bhi naheeN haat maiN

bohat shurkria kinara!

aap log jis "WO" ka zikr ker rahay haiN maiN us say waqif naheeN rahi baat intro ki tau maiN yahaaN naya to naheeN hooN, bas ye hay kay aana bohat hi kam hota hay... lekin maiN kabhi "kinara-kash" naheeN hua..... :)