KOI...

Re: KOI...

aha...boht khas hai koi :)

aur boht achi ghazal hai Shazia aapa :)

Re: KOI...

thanx apaa ki jan :)

Re: KOI...

mein nay aaap ki kuch gazals facebook par copy kar dee hain....umeed hay..aap ko koi objection nahi hogi..lekin mein aap kay hawalay se hee wahan post karta hun....har ghazal ke neechay aap ka naam hota hay....agar aaap ko koi aitraaz ho tau please mujhay email par contact kar sakti hain.......suno beta mera irada aapki shayeri churanay ka nahi hay....bus mein aap ka klaam passand karta hun....i hAVE READ YOUR EVERY GHAZAL AND LOVE THEM ALOT....JEETI RAHO BETA...MEIN AAP KI POETRY SE BUHAT IMPRESS HUN....LAGI RAHO.....Allah aaap ko hamesha khush rakhay....yazzakAllah and Allah hafiz
email address is [email protected] ...beta I live in uk and falaj ki wajah se mazoor hun....mein shayed aap ke dad se bhi ziada ummar ka hun....anway.....I wish u all the happiness in the world....Allah hafiz

Re: KOI...

thanx for the kind words...m honoured k koi itna like kerta hai mera kaam...bohat bohat shukriah pasandeedgi ka...Allah g ap ko jald az jald sehatyab karen amene :)