Re: Koi zakhm gulab ho
Azad sahab welcome back to GS
Umeed hey aap kherait sey hoN ge. Aap ney deikh to liya hi ho ga ke log kis qadar miss kar rahey the aap ko :~) Achey logoN ki yehi nishaaniya huwa karti heiN ke log apney paas na par kar unhey miss kartey heiN. Umeed hey ab aap ka saath aap ke qadar-daanoN ko moyassar rahey ga ![]()
![]()