Kahein koi zakh’m Gulaab ho - aisa kab hota hay
hota hai .. bilkul hota hai… apnaY dil maiN mohabbat aur khuloos rakho geY tau hotaa hai… kissi ko nazar naheeN aataa par hotaa hai:(
Woh kisi sawal ka jawab ho - aisa kab hota hay
Khamoshi bhee ik jawaab hai, naheeN?
Azad! bhari ho rait, ra’t jagoon ki, aankhon main
Tabinda, bhole se koi khwab ho- aisa kab hota hay
Allah kaY haaN har khwaab sharminda-e-taa’beer hotaa hai… hammaiN ba’az dafaa iss duniyaa maiN naheeN miltaa busss 
welcome back 