koi ustaad hai

main kabhi kabhi shairi karta hoon magar mujhay wazan karna nahin aata.. koi ustad hai??/

ustad ka to nahi pata mager aap apni poetry send kertey rahein. members khud hi decide ker lein gay wazan ka.


mohabat aesa derya hai
k baarish rooth bhi ja a
to pani kum nahi hota!

Welcome Jaanaan ...

yaar dont worry ... Weight hum increas kar dain gai . aap shairy penkhoo ...


**
سكورپین کنگ
§©ö®Þïoñ_kîñg
**
Even If You Are Basically Stupid
You Can Still Meet Nice People !

Kitaab ul UROOZ ka mutaale.aa keejiye

kaafi maaloomat aapko wazan k baray main hasil hogi.

yeah kitaab india main to aasani se dastiyaab hai. ab aap pata nahee kahan hain.

Bahar haal jahan bhi hain wahan mangaee bhi jasakti hai.


huwe mar k ham jo Ruswa
huwe kiyuN na gharq e darya