Re: Koi un say bolay
throws up ![]()
Re: Koi un say bolay
Aaatay jahtay howay mein saab pay nazar raktah hoon
naam akhbaar hai mayraa , sab ki khaabar raktah hoon !
Bibi , Taarnaay waalay bee Qayamaat ki nazar rakhtay hain !
Re: Koi un say bolay
Wo mujey ek baat yaad aagai. Ek din aliyish Adrasteia say kehta hay:
aliyish: Meri aankhaiN Al Pacino say bohat milti haiN, hay na?
adrasteia: Tumhari to aapis maiN nahi milteiN, Al Pacino say kiya milaiN gi?
![]()
Re: Koi un say bolay
yeah ive check it!!! ![]()
Re: Koi un say bolay
![]()
Re: Koi un say bolay
**hahaha ![]()
matlab ke woh paingi nahi hai
**
Re: Koi un say bolay
tumhain itni hansi kyoon aa rahee hay
wo to kafi daraooni pic hay ![]()
Re: Koi un say bolay
Then dont tell me its me eyes ![]()
Allah miyaan yea din daiknay say phaylay mein blind kyunnahe hogaya!
Re: Koi un say bolay
Kis ki baat kar rahey ho? :aq:
Re: Koi un say bolay
Allah mian andhoon ko aur ziyada andha naheen bana sakta ![]()
Re: Koi un say bolay
Haan ishq mein andaay looog ![]()
Re: Koi un say bolay
Adrasteia ko kham kha maiN hi pichlay 2 dino say aisay khuaab aa rahey.
She is totally lost in those eyes… haaye haaye kar kay.
Re: Koi un say bolay
it aint like zis, just look at z moustache ![]()
Re: Koi un say bolay
jis ne yeh thread khola hai ![]()
Re: Koi un say bolay
Jis din aap jaisoon koi ishq honay laga us din sooraj maghrib say niklay ga ![]()
Re: Koi un say bolay
Main nay koi khawb naheen dekha ![]()
Re: Koi un say bolay
:p
Re: Koi un say bolay
yeh kitne bajay ki baat hai? ![]()
Re: Koi un say bolay
ufff kia tum bee duniya walon ki tarhaa mujaay flirt samjtee hoo?
![]()
Dost dost na raha
Ardo ka pyar pyar na raha
Gs tayraa humhain
atiebar na raaaaha
atiebaar na rahaa !