Re: Koi un say bolay
Achcha Bhaa'ee'yoN aur Alyish kee behnON
Hum to chalay Ghar
Begum Intezaar kar rahee hai kay kub main aa'ooN aur kub us kay temporary soonay jeevan maiN Bahaar Aa'jaa'yay
oh washin n cleanin time :) babhi ko phone kardo , boiler on karnay ko , pani garam milay gaa na bartaan wash karnay ko !