Re: Koi un say bolay
awww baji kiya keh rahi hain
mujhe iftari kiye hoye aik ghanta hogaya hai
didnt u see the pic in the blog!
lol
kon hai jin ki ankhain itna behka rahin hain:faizy:
ad baji yeh mere dil ki kaifiat hai abhi
Ek hi nazar me aap hamare MEHMAN ban gaye,
Do baate kya ki sara jahan ban gaye,
Pas rehkar bhi log humare ban na sake,
Dur rehkar aap hamari Jaan ban gaye.
:jano: