Koi un say bolay

Re: Koi un say bolay

to apni post kay neechay kiya tum nay message likha hay? :smiley: Yay itni asaani say jaaney wala nahi, hamesha aajata hay yay kehta hoa:

Shayad mujey nikal kar kuch kha rahey huN aap
Mehfil maiN is khyal say phir aagya huN maiN