<=> Koi Tou Hota <=>


^^
+++++++++++++
**
**
*Koi Tou Hota !! *
**
Main Jis Kay Dil Ki Kitaab Banta
**
Main Jis Ki Chahat Ka Khwaab Banta
**
*Main Hijr Kay Mausam Ki *
**
Lambee Raatoo’n Main
**
Yaad Ban Kar Azaab Banta
**
Koi Tou Hota !!
**
*Jo Mayree Khawahish Main *
**
Utth Kar Raatoon Ko khoob Rota
**
Dukhoo’n Ki Chadar Lapait Kar
**
Hujoom e Dunyaa Say Door Hota
**
Main Rotth Jaata ’ Manata Woh Mujhko
**
*Keh Chahay Mayraa Qasoor Hota *
**
Koi Tou Hota !!
**
*Main Jis K Itna Qareeb Hota *
**
*Na Paas Koi Raqeeb Hota *
**
Main Utna uska Habeeb Hota
**
*Yeh Silsila Kitna Ajeeb Hota *
**
Koi Tou Hota !!
**
**


**
8888888888
**
^^


Re: <=> Koi Tou Hota <=>

buhut..........umda........thanks

Re: <=> Koi Tou Hota <=>

Thanx Janab :~)

Re: <=> Koi Tou Hota <=>

mubarak ho phir tu khan g buch gaya ‘koi’ ap k azab se :cb:

Re: <=> Koi Tou Hota <=>

Yeh Azab Naheen … :fatee: Samjhay :blush:

Re: <=> Koi Tou Hota <=>

V. Niceee.. :k:

Re: <=> Koi Tou Hota <=>

Thanx

Re: <=> Koi Tou Hota <=>

Nice One Precious^Khan...

Re: <=> Koi Tou Hota <=>

Thanx Aryaan :~)

Re: <=> Koi Tou Hota <=>

^ kis ka tum ko intzaar maiN hooN na :blush: :stuck_out_tongue:

kafi acha post ho jata jab pee^k :smiley:

Re: <=> Koi Tou Hota <=>

88888888 ka matlab ? :chai:

khan u wanna be azaab :eek: toba toba

P.S nice sharing :k:

Mujhay Koyal Naheen Chahiay :snooty:

Thanx Koko :~)

Yes I wanna be … Any Volunteer :faizy: