Buhat Khoob :k:
Bahut hi umdaa pramod bhai!
Bayhad achi hai Pramod ji :)
wah ji wah bhoooot khoobsurat
Re: koi to aisee shaam ho.......
[QUOTE]
*Originally posted by Pramod: *
aasmaaN hi gar adoo hai, eik mauka tu to ataa karey
haatho meiN tere naam ki, eik lakeer maiN bana sakuN
oh really great lines....
dostoN kaza ki dua karo, wo din to aaye naseeb meiN
wo baarahaa bulaayaa kare, aur maiN na aa sakuN
bohat ache...:)
Awesome..... !!!!
Bohat khoob.
Excellent …Bohot khoob:k:
WAH
BRAVO ,,BOHAT KHUB GHAZAL HAI
aap sabon ka bahot bahot shukriya ghazal pasand karne ke liye.
Pramod jee
Bahot Zabardast
Aaj main nay poehli post ki thi AMAL jee ki poetry ki wajah say...
aap ki poetry parhnay kay baad maloom hota hay kay GUPSUP kay is section may kafi TALENTED log hain
Aap ka yeh sher mujhay bahut pasand aaya
mera yakeen kar mere humsafar, ye ishq mera guroor hai
tu jo haath de mere haath meiN, aasmaaN ko maiN jhuka sakuN
keep it up
Nice :~)
[QUOTE]
*Originally posted by Malik Zulfi: *
Pramod jee
Bahot Zabardast
Aaj main nay poehli post ki thi AMAL jee ki poetry ki wajah say...
aap ki poetry parhnay kay baad maloom hota hay kay GUPSUP kay is section may kafi TALENTED log hain
Aap ka yeh sher mujhay bahut pasand aaya
mera yakeen kar mere humsafar, ye ishq mera guroor hai
tu jo haath de mere haath meiN, aasmaaN ko maiN jhuka sakuN
keep it up
[/QUOTE]
shukriya Malik sahab. aap ke alfaaz bahot door tak rahbaree karnge mera.
thanks once again.
shukriya, Maheen2002.