koi sunata nahi Khuda ke siva

koi chara nahi dua ke siva <o:p></o:p>

koi sunata nahi Khuda ke siva mujh se kya ho saka wafa ke siva mujh ko milata bhi kya saza ke siva dil sabhi kuch zabaan par laaya ik faqat arz-e-mudda ke siva

Re: koi sunata nahi Khuda ke siva

koi chara nahi dua ke siva
koi sunata nahi Khuda ke siva
mujh se kya ho saka wafa ke siva
mujh ko milata bhi kya saza ke siva
dil sabhi kuch zabaan par laaya
ik faqat arz-e-mudda ke siva

:hinna: :sunnyboy:
buhat khoub

Re: koi sunata nahi Khuda ke siva

beautiful poem fari :lajawab: