IkaheeN chand ya sitaarey huwey hum-kalaam mujh sey
kaheeN phool seerrheoN ke kaheeN jhaarriyaaN chattoN ki
mery kaaghzoN meiN shaed kaheeN ab bhi so rahi ho
koi subh gulsitaaN ki koi shaam parbatoN ki
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
very hi nice shaer kaki-NJ…
thanx 4 posting te sharing…
God bless u all…
DerVaisH
Ai khuda jazba-e-ehsaas na bakhsha hota…
Acha hota ager pather ka tarasha hota…
Waja-e-tehQeer hon insanon mein insan ho ker…
Pather ka hota to inhe insanon ne pooja hota…
wowwwwww jano gi very nice
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
MÙhb@t kÀ ÃnÒkhå SîÌSîÎã Hãï
KÆhî ý@$®Úb Káhï kîBàÎå H@ï
IkaheeN chand ya sitaarey huwey hum-kalaam mujh sey
kaheeN phool seerrheoN ke kaheeN jhaarriyaaN chattoN ki
mery kaaghzoN meiN shaed kaheeN ab bhi so rahi ho
koi subh gulsitaaN ki koi shaam parbatoN ki
verry nice
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
dono Phool aur Ashaar
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
dono hi mere passandeeda haiN
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
Amal
July 24, 2002, 10:50pm
7
KaheeN dasht-e-dil meiN shaed meri raah tak rahi ho
wo qataar jugnuoN ki, wo mehak hari rutoN ki
ye nahi ke dab gai hey kaheeN gard-e-roz-o-shab meiN
wo khalish mohabbatoN ki, wo kasak rafaaqatoN ki
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
MeiN pal do pal ka shaer hooN…
Originally posted by Amal:
**
KaheeN dasht-e-dil meiN shaed meri raah tak rahi ho
wo qataar jugnuoN ki, wo mehak hari rutoN ki
ye nahi ke dab gai hey kaheeN gard-e-roz-o-shab meiN
wo khalish mohabbatoN ki, wo kasak rafaaqatoN ki
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
**
mahkaY huwey khaloos se mahroom kar ga’eY
khushboO mizaj log janaY kidheR gaa’eY
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
[This message has been edited by NikamiJano (edited July 24, 2002).]
[quote]
Originally posted by ~Sehar~:
**Shaidddd...
Very nice nikammi ji**
[/quote]
thanks SehaR g lagta hia ap ko yahan bulanay k leay khushboo jesi chezin lana paren ghi
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
wowwwww kia baat hia is sher ne tu dervaishoN ko be hila dala…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
(wesay derveish g me kaki nahi rehi WADI ho gaye hooN…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
)
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
Amal
July 24, 2002, 11:42pm
11
**
Door ho ke bhi jo aas paas rehtey heiN
koi batey un logoN ko kya kehtey heiN?
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
MeiN pal do pal ka shaer hooN…
thanks chandoo g
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/french.gif
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
Ek manoos si khushboo hai faza mein raqsaa
Hijr mausam mein kaheen phool khilay ho jaise
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
thanks
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
juMurA
July 25, 2002, 12:32am
15
thanks jumRa g…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**
Ek manoos si khushboo hai faza mein raqsaa
Hijr mausam mein kaheen phool khilay ho jaise
**
[/quote]
dil-zadagaa.N ke qaafile duur nikal chuke tamaam
un kii talaash me.n nigaah ab jo ga_ii to kyaa ga_ii
aaKhir-e-shab kii daastaa.N aur kare.n bhii kyaa bayaa.N
ek hii aah-e-sard thii saare diye bujhaa ga_ii
[quote]
Originally posted by Amjad Chohan:

koi kisi ko shahaR maiN pahchanta nahi'
maa'noos log paas se ho kaR guzaR ga'eY
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
juMurA
July 25, 2002, 8:14am
19
[quote]
Originally posted by Amjad Chohan:
**
dil-zadagaa.N ke qaafile duur nikal chuke tamaam
un kii talaash me.n nigaah ab jo ga_ii to kyaa ga_ii
aaKhir-e-shab kii daastaa.N aur kare.n bhii kyaa bayaa.N
ek hii aah-e-sard thii saare diye bujhaa ga_ii
**
[/quote]
Dil kissi haal pay qaNeH he nahi jaan-e-faraz
Mil gae tum bhi tou kya Aur najanay kya mangay
juMurA
July 25, 2002, 8:27am
20
[quote]
Originally posted by NikamiJano:
**
koi kisi ko shahaR maiN pahchanta nahi'
maa'noos log paas se ho kaR guzaR ga'eY
**
[/quote]
NikamiJ maybe its otherway around
Andaz-o-adha saa aye dunya tou lakh sanwar kar samnay Aa
ya joush faqir azad mansh kab dayhan may tujhay lata hay