koi raah batla do..................

**
Salaam dostoon jaab Poetry likhnay kaa shouk hua tha tab mein nay sab say pehlay Jo poetry likhi thee aaj mujhay kisi nay meri apni poetry send ki tu woh waqt yaad agaya so im posting here :slight_smile:

Mein bahut udaas hoon
Kuch pal apne mujhe dey do
Khizaan ke sard patoon pey
Bahaar bikhair do
Meri ankhain tumhare intezaar mein
Ab tak raah tak raheen hain
In aankhoon ko qaraar dey do
Koi tu rasta hoga
Mujhe koi manzil dikhaa do
Aik bhujhe huwi shama ko
Phir sey jalaa do
Tum ney yeh kya kar diya hai humein
Aoo dekho aur humein pehchaano
Hum khoo chuke hain har umeed
Aik naye arzoo phir sey jaga doo
Har manzar veeran hai
Gum sum si daastaan hai
Is daastaan ka koi Unwaan batla do
Bhatkay huay Musaafir ko koi Raah Batladoo
Meray veeran chehre pey
Muskurahatoon key
Deep jalaa do …

**

Re: koi raah batla do…

Gum sum si daastaan hai
Is daastaan ka koi Unwaan batla do
Bhatkay huay Musaafir ko koi Raah Batladoo
Meray veeran chehre pey
Muskurahatoon key
Deep jalaa do …

veryy nice lamhay bajii.. :flower1: . . :k:
keep it up :slight_smile:

Re: koi raah batla do..................

Shauk acha hai issay jaari o saari rakhain :D

Nice to see you again Lamhay ... Aati raha karain, acha lagta hai dil ko aap ka selection aur aap ki personal kavish ko parh kar :)

Re: koi raah batla do…

Is daastaan ka koi Unwaan batla do
Bhatkay huay Musaafir ko koi Raah Batladoo
Meray veeran chehre pey
Muskurahatoon key
Deep jalaa do …

Very touching, Lamhay :k:

Re: koi raah batla do…

Beautiful … :flower1:

Re: koi raah batla do…

hameesha ke tarha.. very nice… :k:

Re: koi raah batla do..................

Merey veeraan chehrey pey
MuskurahatoN key
Deep jala do...

Very nice Lamhay... :-)

Re: koi raah batla do…

:k:

Re: koi raah batla do..................

khoo likha Mashallah !