koi nayi tazee

khabar ? .. plz tell me .

.main hamesha apni Noleege ko berhanay ki koshish main rehte hoon

shukriya
wizart-e-mawaslaat

Re: koi nayi tazee

aik guppan kho gai hay -PG naam ki
Aik naya khoota ayaa hay :gadha:

Re: koi nayi tazee

naie khabar yeh hai ke main idher hoon :blush:

Re: koi nayi tazee

^ aur inhain kiss nay miss nahi kiya :naraz:

Re: koi nayi tazee

uncle stalker > app kay khotay ki shohrat to kafee ho chukee hay ... ..

kisi nay such hee kaha dil ka kia hay woh to gadhee/gadhay per bhi aasakta hay : P

*Sadaf *> pakistan say wapsee ho gayee app ki ?

Re: koi nayi tazee

Main thooRa sa late ho gaya :hayaa:
Warna woo khoota mairaa hota :grumpy:

Re: koi nayi tazee

kaisai landlord hain app ik khota nahi cheen saktay US say ?

Re: koi nayi tazee

uss kay taluqaaT buhat ooper tak haiN :grumpy:

Re: koi nayi tazee

^ to app us say oonche Serhee banwa lain ....

Re: koi nayi tazee

serhee tu banwa lon ga
laikin uss par charhay ga kaun :bummer:
Mujhay oonchai say darr lagta hay :crying:

Re: koi nayi tazee

lift lagwa lain ..landlord hain app to : P