**is duniyaa me.n sab hai.n akele
koii kisii kaa nahii.n
**
**kaisii mohabbat kasii vafaaye.n kaise pyaar ke sapane
aaj Khayaalo.n me.n bhii nahii.n hai.n saath jo the kal apane
jhuuThee hai.n sab jag ke mele
saayaa bhii apanaa nahii.n
**
**kaaGaz kii ek naa.Nv hai jiivan koii nahii.n hai maa.Njhii
biich bhavar me.n kaun banaa hai Duubate man kaa saathii
kahate hai.n maujo.n ke rele
koii kinaaraa nahii.n
**