this is my 1001 post…i will sharing one of my favr8 ghazal…hope u like it
karaY haiN hijaR k lamhaat us se kah daiNa
bikhaR rahi hai meri zaat us se kah daiNa
hawa’iey mosam-e-gham us k shahaR jaieY tu
meraY dukhOoN ki koi baat us se kah daiNa
ye wahshteiN se udasi ye rutjagOoN k azab
us ke hai ye inaayaat us se kah daiNa
bohat taveel bohat karb’naak hoti hai
judaiOoN ki haR ek raat us se kah daiNa
wo dil ki baaZi jahaN muj se jeetNa chahaY
maiN maan lOoN ghi wohi maat us se kah daiNa
wafa ki raah main maiN aj be akeli hOoN
koi nahi ha meraY sath us se kah daiNa
Re: koi nahi ha meraY sath us se kah daiNa.......!
**
Cong. on 1001 posts .... nice ghazal ... yaad aya
wo kuch sunta to may kahta, muje kuch or kahna tha
wo pal bher ko jo ruk jata muje kuch or kahna tha
galat fahmi nay baton ko barha daala yunhi warna
kaha kuch tha,wo kuch samjha,muje kuch or kahna tha**