Re: ~ Koi Naheen Jo Rok Kar ~
wafa mil jaey jisay es dunya main …
waqt tham jaata hay ussee k liyay ![]()
na hum waqt na zamanay k saath chaltay hain
hum tou bhatkay hovay logo k saath chaltay hain
koi lagaey humain thokar ya koi dhutkaaray
hum muhabbat k may pi k chaltay hain
![]()
buhat khoob ![]()