Jo zara kisi nay cherra to chalak parain gay aanso
Koi mujh say ya na poochay mera ji udaas kiyon hay
![]()
Jo zara kisi nay cherra to chalak parain gay aanso
Koi mujh say ya na poochay mera ji udaas kiyon hay
![]()
Re: Koi mujh sy ye na poochay
wah kiya kehnay !!!
koi tujh say na poochay kay tera ji udaas q hai
door ho ja, abhi tak hamaray paas touN kiyon hai:D
Re: Koi mujh sy ye na poochay
teray paas honay ki hain wajhain hazar
kabhi to pochoo beemar ka haal...
Aadab
Re: Koi mujh sy ye na poochay
beemar say jabb jabb poocha uss ka haal
suna kay gori loot kay lay gayee sara maal
Re: Koi mujh sy ye na poochay
^^
loot k maal main mila kiya hoga?
aik jori chappal wo bhi loot ka maal...
Re: Koi mujh sy ye na poochay
Kia baat he aap donoo ki , kia intaakshari khali, bhai kamaal
Wese kun lara rahe ho donoo choonchain? pooch sakti hon donoo ka haal?
Re: Koi mujh sy ye na poochay
Wese na hi poochoon main tu acha he, aji meri kia majaal
Kahin donoo mere hi peeche par gaye tu meri ho gi phir dhamaal.
Haye haye hay main tu shaera ban gai
Re: Koi mujh sy ye na poochay
well nakhan app bata dien tu acha hey werna chalkna tu parey ga well acha hey wasy achey bachey nahe rotay ok keep hansing
Re: Koi mujh sy ye na poochay
kiyun ji kiyun naheen poochaingay after all u r also KHAN sahab