Re: Koi mausam ho....(Noshi Gilani)
koi mousam ho wasl-o-hijer ka
hum yaad rakhtey hein teri baato se is dil ko bahot aabaad rakhtay hein khabi dil ke saheefay per tujhay tasveer kertay hein khabi palkoo ki chhaoon mein tujhay zanjeer kertay hain khabi khuwabeeda shaamo mein khabi barish ki raaton mein koi mousam ho wasl-o-hijer ka hum yaad rakhtay hain teri baatoon se is dil ko bahot aabaad rakhtay hein
NOSHI GILANI
Koi Bhee Mousam Hu Dil Main Hai Tairee Yaad ka Mousam
Keh Badla Hee Nahee Jaana Tairay Baad Ka Mousam:)
Very nice shairing JJW:)