Koi lamha bhi kabhi laut kar nahee aaya,

**Koi lamha bhi kabhi laut kar nahee aaya,
Woh shaks aisa gaya phir nazar nahee aaya,

Wafa ke dasht mein raasta nahee mila koi,
Siwayye gard-e-safar humsafar nahee aaya,

Pallat ker aane lagay shaam ke parinday bhi,
…Hamara subha ka bhoola magar nahee aaya,

Humein yakeen hai Amjad woh wada khilaaf,
Yeh umer kaise kategi agar nahee aaya ..!!**

Re: Koi lamha bhi kabhi laut kar nahee aaya,

loved it..

Re: Koi lamha bhi kabhi laut kar nahee aaya,

nice sharing babri :k:

Re: Koi lamha bhi kabhi laut kar nahee aaya,

awesome :lajawab: :slight_smile:

Re: Koi lamha bhi kabhi laut kar nahee aaya,

buhut khoob :)

Re: Koi lamha bhi kabhi laut kar nahee aaya,

Zabardast … :k:

Re: Koi lamha bhi kabhi laut kar nahee aaya,

buhat aalaa :-)

Nice