Ho na duniya mein koi hum sa bhi pyaasa logo
Jee mein aatee hai ke pee jaain darya logo
Ab koi aaey tu kehna ke musafir tu gaya
Ye bhi kehna: bhala ab bhi na jaata logo?
Rah taktey huey pathra se gaee theen aankhain
Aah bhartey huey chalni hua seenah logo
Hont jaltey they jo kabhi leta tha aap ka naam
Is tarha kisi aur ko na sataana logo
Swera
2
Re: Koi hum sa
[QUOTE]
*Originally posted by undefined: *
Ab koi aaey tu kehna ke musafir tu gaya
Ye bhi kehna: bhala ab bhi na jaata logo?
Bohat khoob.
zidee
3
Re: Koi hum sa
[QUOTE]
*Originally posted by undefined: *
Hont jaltey they jo kabhi leta tha aap ka naam
Is tarha kisi aur ko na sataana logo
[/QUOTE]
wow!
that is beautiful!
Re: Koi hum sa
wah jee wah wah jee wah
buhat khooob thanks for sharing :k: keep it up 
Thanks Zakhmi umar ur contribution is always great.