Koi Hanse To Tujhey Gham Lagay, Hansi Na Lagay

**Koi Hanse To Tujhey Gham Lagay, Hansi Na Lagay
K Dil Lagi Bhi Tere Dil Ko Dil Lagi Na Lagay
Tu Roz Roya Karey Uth K Chaand Raaton Main
Khuda Karey Tera Mere Baghair Jee Na Lagay.
**

Re: Koi Hanse To Tujhey Gham Lagay, Hansi Na Lagay

**Tu Roz Roya Karey Uth K Chaand Raaton Main
Khuda Karey Tera Mere Baghair Jee Na Lagay.

Sach hai insaan sirf apne aap se muhabbat main mubtala hota hai
**

Re: Koi Hanse To Tujhey Gham Lagay, Hansi Na Lagay

Kisi ko duaa nahin de saktey tou bad'duaa tou na dou :(

Re: Koi Hanse To Tujhey Gham Lagay, Hansi Na Lagay

yeh to khud gharzi hai

Re: Koi Hanse To Tujhey Gham Lagay, Hansi Na Lagay

janab kuch dil ap logon ki tarha golden nahi hotey muj jese kale kuley k b hotey hain.