Na shikaYatein Na Gila karey
Koi Aisa shakhs Howa karey
Jo Mare liye He saja karey
Mujh He sey Baatein kiya karey
Kabhi royey jaaey woh Bey-panaah
Kabhi Bey-tahaasha udaas Ho
Kabhi royey Kabhi chupkey chupkey Dabey qadam
Merey peechay Aa kar hansa karey
Meri Qurbatein, Mari chahatein
Koi yaad kare qadam qadam
Main Taveel safar Main hoon agar
Mari Waapsi ki Dua karey
Na shikaYatein Na Gila karey
Koi Aisa shakhs Howa karey