koi chao ho

koi chaon ho
jise chaon kehne mein
dopehar ka guman na ho
koi sham ho
jise sham kehne mein shab ka koi nishan na ho
ko wasal ho
jise wasal kehne mein hijhar rut ka dhowana na ho
koi lafz ho
jise likhne parhna ki chah mein
kabhi ek lamha giran na ho
ye kahna hoa hai ke hum tumein
kabhi apne dil se pukarne ki sai karein
wohin arzoo be aman na ho
wohi musam-e-ghame-e-jana na ho

Re: koi chao ho

Bahout Ala!

Re: koi chao ho

wah nice sharing
koi lafz ho
jise likhne parhna ki chah mein
kabhi ek lamha giran na ho