Version 1
**
koi zikar app ka kia karta tha,
baatein achi achi kia karta tha,
jab poocha mein ney pataa app ka,
woh hans key mujhe taal dia karta tha…
hai sookh aadein, aur nazakat bhari jaawani, woh yeh kehta tha,
hai honton pe muskurahat, aur chehry pe sharaat,
akhein karti hain talaash uski kisi ko… woh yeh kehta tha,
per jab poocha mein ney pataa app ka,
woh hans key mujhe taal dia karta tha…
**