Re: koi Allah ka bandah
phir kab karwa rahay hian aap apni shadi ![]()
Re: koi Allah ka bandah
phir kab karwa rahay hian aap apni shadi ![]()
Re: koi Allah ka bandah
sub bataa dooN
haath per katwaa looN:hoonh:
Re: koi Allah ka bandah
haath per na katwain ayr na he jail jain
liken kam say kam bata zaroor dain ![]()
Re: koi Allah ka bandah
time kya hua hay bhai saab :-|
Re: koi Allah ka bandah
You will know in due timeā¦
Filhaal aur bhee ghum haiN zamaanaY maiN shaadi kaY siwaa ![]()
Re: koi Allah ka bandah
Pakistan Mai suba k 7 baj chukay hain is waqat
wesay aap kyo poch rahay hein uncle ![]()
Re: koi Allah ka bandah
kab janoo ga mai us due time ko ![]()
acha ayrr koon koon say ghum hain aap ko zara batlaien to ![]()
Re: koi Allah ka bandah
oki jaien phir ja ka so jain main b nashta bananay ke tayari karoon
tata
bye bye
take care
be happy be smile always
aap k lyiay SHABA KHAIR
ALLAH HAFIZ
Re: koi Allah ka bandah
naiki or pooch pooch , ![]()
waiseh yeh meri thread ko kya kar diyah uper, hain?
Re: koi Allah ka bandah
Anwaar bhai⦠agar banane he hai tu plz 2 cups banana ⦠zara hamaiN bhe tu pata chaly aap āumoor-e-khanadariā maiN kaisy haiN.. ![]()
Re: koi Allah ka bandah
chote bhai,
i am waiting ..............where is my cup of tea?
Re: koi Allah ka bandah
Still waitingā¦![]()