ek cup mazedaar chai bana deh, duain dhonn ghi.
Re: koi Allah ka bandah
**Allah ka banda **tu maiN hooN.... laiken :(
cofee chaly ge??
Re: koi Allah ka bandah
diyah baji ur welcome
..
ASA bhaiiiiiiiiiiii where r u ?
…
Re: koi Allah ka bandah
nehi , how about coco, but thanks anyway.
Re: koi Allah ka bandah
actully woh kya hai k tea maiN bouhat zabardast banata hooN… phir aap ke adat bigaR jaye ge.. ![]()
Re: koi Allah ka bandah
aww chai mein ne 3 din se nahin pee.. :(
DOC.. bolta hai kuch bhi HOt nhain peena n no mirchein ..
Re: koi Allah ka bandah
ohhh kioN bilo bhai… kya howa hai?? ![]()
Re: koi Allah ka bandah
meri adat or nehi bigar sakhti ,
main bari duain dehti hoon , I dont know anything better then ke jab bahir se insaan thaka hara ayee , yah kam se thakah hara ayee, jotej utareh nehii tho ek cup garama garam chai paesh ho.
Re: koi Allah ka bandah
sorry to hear that ![]()
Re: koi Allah ka bandah
ok tu ye laiN garam garam T ka aik pyaar bhara cup… sugar apni hisab se dalna … ![]()
[thumb=H]cup16500_4899330.JPG[/thumb]
Re: koi Allah ka bandah
wah kya baat hai , zabardast,
duain ke liyeh tyar ho jao, Allah tumhe lambhi zindghi or ek naik dulhan deh, ameen ![]()
sandoo, tumhe kya chahyee dua main?
Re: koi Allah ka bandah
labmi but khushaal zindagi… ![]()
Re: koi Allah ka bandah
diyah baji.. ye rahi chai.. aap k liye.. ![]()
[thumb=H]tea_300x19312122_5182377.JPG[/thumb]
Re: koi Allah ka bandah
chai tu main banaa dooN ga - mazedar ki guarantee nahi hay ![]()
muft ki chai chahiyaay - woo bhi mazedar ![]()
Re: koi Allah ka bandah
thankyou,
uhmmmmm, koun si dua dhoon?
Re: koi Allah ka bandah
koi bhi.. apni marzi se.. ![]()