koi aisaw shakhs bhi hua karay
na shikaiyatain na gilla karay
koi aisaw shakhs b hua karay
jo meray liay he saja karay
mujh he se batain kya karay
kabhi roy jay wo be.panah
kabhi bay.tahasha odaas ho
kabhi chupkay chupkay dabbay qadam
meray pechay aakar hansa karay
meri qurbatain meri chahtain
koi yaad karay qadam qadam
mai taweel safar main hun agar
meri wapsi ki dua karay
koi aisaw shakhs bhi hua karay…!