koi aisa shakss howa karey...

na shikayateen na gila karey
koi aisa shakss howa karey
jo meray leyee hi saja karey
mujh hi say bateen kia karey

kabhi roey jayee wo be-panah
kabhi be-tahasha uddass ho
kabhi chupkey chupkey dabey qadam
merey pechey aa ker hansa karey

meri qurbateen meri chah-hateen
koi yaad karey qadam qadam
main taveel safar main hoon ager
meri waapsi ki dua karey

koi aisa shakss howa karey
jo meray leyee saja karey

This wonderful piece always makes me :frowning:

Re: koi aisa shakss howa karey...

**na shikayateen na gila karey koi aisa shakss hokareywa
jo meray leyee hi saja karey mujh hi say bateen kia karey

kabhi roey jayee wo be-panah kabhi be-tahasha uddass ho
kabhi chupkey chupkey dabey qadam merey pechey aa ker hansa karey

meri qurbateen meri chah-hateen koi yaad karey qadam qadam
main taveel safar main hoon ager meri waapsi ki dua karey
**
yeh Ghazal hai to ise Ghazal kii shakl/haiyat meN likheN to munaasib hogaa aur yeh mukammil Ghazal nahiiN hai so agar aapko is Ghazal ke baqaayaa ash'aar mile to zaroor chaspaaN kareN...shukria.

Re: koi aisa shakss howa karey...

^

Where I read it, it was in nazam form and hence I wrote it like that.

Re: koi aisa shakss howa karey…

NICE :k:

Re: koi aisa shakss howa karey…

Kafi baRRRRRRRRRRRRay Behr ki ghazal hai :hehe: