koee aur tarah ki baat karo
dil jis say subka sanbhal ja-ay
kisee aur khayal main dhal ja-ay
bai musraf din kay aakhir per
yay dhaltee shaam sambhal ja-ay
iss sakht muqaam zamanay ka
yay sakht muqam badal ja-ay
koee aur tarha ki baat karo----!
kisee ghaat pay kishti aan lagay
koee naee naee pehchaan lagay
koee naya naya anjaan lagay
bai musraf din kay aakhir per
yay dhalti shaam sambhal ja-ay
koee aur tarha ki baat karo"-------!
Munir Niazi
Kay hum tu Dhoop main baarishh kay woh qatray hain jo gir ker, dar-o-deevar per hi sookh jaatay hain…
[quote]
Originally posted by Dhoop:
**koee aur tarah ki baat karo
dil jis say subka sanbhal ja-ay
kisee aur khayal main dhal ja-ay
bai musraf din kay aakhir per
yay dhaltee shaam sambhal ja-ay
iss sakht muqaam zamanay ka
yay sakht muqam badal ja-ay
koee aur tarha ki baat karo----!
kisee ghaat pay kishti aan lagay
koee naee naee pehchaan lagay
koee naya naya anjaan lagay
bai musraf din kay aakhir per
yay dhalti shaam sambhal ja-ay
batain tou batain hoti hain ..
tum tarhan tarhan kay naam day dou ..
jis baat say dil ko chain milay ..
os baat ko ek mukaam day dou ..
main aur tarhan ke baat karon ..
gar aur tarhan kay loog milain ..
onlogon say kiya baat karain ..
jou baat ko na bardaasht karain ..
I am like an Open Book Except for the few pages of my past, My life is an empty book. It takes the shape of a mystery, To me it does at least. For I cannot tell what happens next, Too many cliffhangers and too much suspense. But its clues all lead eventually to the same place, Unfortunately it does not say where. It only says get the next book, For in this one you’ ve ran out of room.
~~~~*
“If you belong to Allah, rest assured that Allah will indeed belong to you”
“Dream as if u live forever live as if u will die today”
“The best way to cheer yourself up is to try to cheer somebody else up.” ~~~~*