mayray paaoon chalnee hoay magar
kaheen ruk saka na mera safar
mayree na-rasie kay haath main
na charaagh hay na koe hunar
kisi rastay ki talaash main
hay lahoo lahoo mayre chashm-e-tar
mayree bay basee kay hisaab main
ay mayray khuda mayray moutabar
koe hamsafar
koe hamsafar
:k:
:k:
bohat khoob, :k::k:
Thanx 4 sharin MdM ![]()
Re: koe hamsafar
Beautiful:k:…thanx for sharing:)
nice1
thnx
Nice :k: