Gadha
1
This ghazal of Iqbal is taken from Baal-e-Jibreel…
Kiyaa Ishq aik zindagi-e-Musta’ar kaa!
Kiyaa Ishq paaeydaar say naa paaeydaar kaa!
Woh ishq, jiss kee sham’a bujhaa day ajal kee phoonk
Uss maiN mazaa nahiN tapish-O-intezaar kaa
Meri bisaat kiya hay? tub-O-taab-e-yak naf’s
Sho’la say bay meh’l hay Ulajhna sharaar kaa
Kar pehlay mujh ko zindagi-e-JawedaaN Ataa!
Phir zoq-O-shoq dekh dil-e-bay qaraar kaa!
KaaNTa woh day kay jiss kee khaTTak laa zawaal ho
Yaa rabb woh dard jiss kee kassak laa zawaal ho
Re: Kiyaa Ishq aik zindagi-e-Musta'ar kaa! - requested by Gul-e-Tasbeeh
[QUOTE]
Originally posted by Gadha: *
This ghazal of **Iqbal* is taken from Baal-e-Jibreel...
Kiyaa Ishq aik zindagi-e-Musta'ar kaa!
Kiyaa Ishq paaeydaar say naa paaeydaar kaa!
Woh ishq, jiss kee sham'a bujhaa day ajal kee phoonk
Uss maiN mazaa nahiN tapish-O-intezaar kaa
Meri bisaat kiya hay? tub-O-taab-e-yak naf's
Sho'la say bay meh'l hay Ulajhna sharaar kaa
Kar pehlay mujh ko zindagi-e-JawedaaN Ataa!
Phir zoq-O-shoq dekh dil-e-bay qaraar kaa!
KaaNTa woh day kay jiss kee khaTTak laa zawaal ho
Yaa rabb woh dard jiss kee kassak laa zawaal ho
[/QUOTE]
MashaAllah. Mein na cheez is par kia comment de paoon!
Thanks for sharing Gadhay.
*Kar pehlay mujh ko zindagi-e-JawedaaN Ataa!
Phir zoq-O-shoq dekh dil-e-bay qaraar kaa!
KaaNTa woh day kay jiss kee khaTTak laa zawaal ho
Yaa rabb woh dard jiss kee kassak laa zawaal ho*
wah wah…zabardast…iqbal is great :k:
thanks for sharing

wow ghadha jee but he umdaa:k::k::k::k:
thanks for sharing:flower1:
Ps: aur haan aik baar phir sukar hai kuch to acha pess kia:mocking:
Gadha
5
tum urdu acchi pesh karnaa aaindah:halo:
Bhaiii Aap ka buhat buhat Shukriyaa :-)
Awesome:-)
o ho itnay nakharay:snooty:

Gadha
12
kiouN iss maiN tau maiN baazi nahiN lay jaa saktaa abb:halo:
arz kiyaa hay:
inn nakhrouN say darnay waalay aye aasmaaN nahiN humm:jhanda:
kis mein:hoonh:

apna arz apnay pass he rakhein:snootY:
waise arz to mein bhi kar sakte hoon per per per…
Gadha
14
nakhrouN maiN:D
par darti ho naa kay phir haar jaao gee:blush: haayy naaa:hug:?

apnay guess apnay tak rakhein:snooty:
anf stop hugging me:snooty:
Gadha
16
kaRRwaa kaRRwaa thoo thoo:yukh: 
i dun guess.. I tell:p
okay jaao nahiN kartaa hug:hoonh:
Bohat hi a’ala intikhab hai gadhay ji aap ka :k:
hanie
18
KaaNTa woh day kay jiss kee khaTTak laa zawaal ho
Yaa rabb woh dard jiss kee kassak laa zawaal ho
bohat Khoob. 
hien jee kia:hoonh:
[QUOTE]
*
whatever:snooty:
aww i was jooking but now i want to:hug:
*