May nay pocha,
tumharay hisay may kiya aya?
us nay kaha,
khasaray saray,
judai k azab,
talkh yadain,
udas shamain,
mayosion k sayee,
tanhaye ki rafaqatain or
bay andaaz hasratain…
tum kahoo tum nay kiya paya?
may nay kaha ‘Tajarba’…
apni naa-rasayee ka,
or teri baywafai ka…
Re: Kiya Paaya!!!
:k:
Re: Kiya Paaya!!!
Wah ![]()