Maturity is knowing when and where to be immature:halo:
kiya khiyal hai?
TC wid love Cute Swee2:Pretty:
Maturity is knowing when and where to be immature:halo:
kiya khiyal hai?
TC wid love Cute Swee2:Pretty:
Re: ???kiya khiyal hai???
bukhar hai:bummer:
Re: ???kiya khiyal hai???
bhook lagi hai ![]()
Re: ???kiya khiyal hai???
^ to jaakar kuch paka lo ..yahan kiya kar rahi ho ![]()
JL…tum to apni shaadi walay din bhi yahan hee nazar aaogay..jao ja kar aaram karo:hoonh:
Re: ???kiya khiyal hai???
^^ ja ke soada to la do.. ![]()
Re: ???kiya khiyal hai???
^yeh kaam bhi main kar kay doon ![]()
Re: ???kiya khiyal hai???
welcome back :halo:
Re: ???kiya khiyal hai???
Muft mashwaray denay bohot aatay hain..
kaam karna nahin aata tumhain ![]()
Re: ???kiya khiyal hai???
^ji haan main sirf rasta dikhata hoon …ticket khud khareed liya karo ![]()
Re: ???kiya khiyal hai???
^:rotfl: hehehehe!
Re: ???kiya khiyal hai???
^:rolleyes:
Re: ???kiya khiyal hai???
bhai jaan ankhin zeyada ghomanay se ankhoun main dard ho ga ![]()
Re: ???kiya khiyal hai???
sir mai durd ho raha hai ![]()
Re: ???kiya khiyal hai???
[quote=“cute swee2”]
jaan …this iz better now without BHAI ![]()
Re: ???kiya khiyal hai???
hum ne yeh to nahin kaha tha
[quote=“Precious^Khan”]
Re: ???kiya khiyal hai???
awwwwwwww! Janwar G aap khana kha ker koi dawa li jiye inshallah araam aa ja a ga
P.S. Aapna khiyaal rakha karain
Re: ???kiya khiyal hai???
![]()
Re: ???kiya khiyal hai???
es main hansanay ki kiya baat hai ![]()
Re: ???kiya khiyal hai???
Is main ronay wali bhi koi baat naheen..cheer up:hehe:
Re: ???kiya khiyal hai???
![]()