Kiya ISHQ mujh hi say kertay ho?

**Bay baat bigartay rehtay ho
Bay chain hamesha rehtay ho

Yeh sab nishani ISHQ ki hai
Kiya ISHQ kisi say kertay ho?

Ratoon ko jagtay rehtay ho
Aur taray bhi tum gintay ho

Yeh sab nishani ISHQ ki hai
Kiya ISHQ kisi say kertay ho?

Zikr jo mera chalta hai
Chehray ka rang badalta hai

Bay chain say tum ho jatay ho
Kiya ISHQ mujh hi say kertay ho?**

Re: Kiya ISHQ mujh hi say kertay ho?

kia confidence hy :eek: :eek:

Re: Kiya ISHQ mujh hi say kertay ho?

nice one … :k: ..

Re: Kiya ISHQ mujh hi say kertay ho?

ye sari nishaniyan to paagal pan ki hain

Re: Kiya ISHQ mujh hi say kertay ho?

:nope:

Re: Kiya ISHQ mujh hi say kertay ho?

Nice. :k:

Re: Kiya ISHQ mujh hi say kertay ho?

Alaa

Re: Kiya ISHQ mujh hi say kertay ho?

Wah wah wah ...Aesi kefiyaat tou aajkal dekhnay mein mil rahi hain