1- Pura amrood eik hee bari main kha sakta hai?
2- kia HM apni shadi pay khud daigain paka`ay ga?
3- agar GS na hota tau aap HM ko koon c site pay bongian martay daikhna pasInd farmain gai?
4- Kia HM ko urdu main ABC ati hai?
pheel free to add ur questions
Re: Kiya Hakuna Matata…
1- Pura amrood eik hee bari main kha sakta hai?
2- kia HM apni shadi pay khud daigain paka`ay ga?
3- agar GS na hota tau aap HM ko koon c site pay bongian martay daikhna pasInd farmain gai?
pheel free to add ur questions
jab mein aapki dholki baja sakta hoon to sab kuch ker sakta hoon
jiia
April 10, 2013, 5:42pm
3
Re: Kiya Hakuna Matata…
HAKUNA KI TO CHANDI HO GAI
ab uski excitement dekhiay ga
Re: Kiya Hakuna Matata…
sab kuch?
sooch loo
1 kilo khrab doodh p saktay hoo?
Re: Kiya Hakuna Matata…
u know why he is allowed oninternet by his parents?
un koo bhee tau sakoon ka saans milna chahiay na
Re: Kiya Hakuna Matata…
o pai samjhe nahi aap… baray ho jao uncle tom
mene to hath halka rakha hua hai warna dholki phaar deta
Re: Kiya Hakuna Matata…
nai nai ye baat nahi… wo chahte hein mein logo ki dholki baja baja ker kharab ker doon
Re: Kiya Hakuna Matata…
dholki saay bahar atay hoo ya ander hee tibre kass doun?
Re: Kiya Hakuna Matata…
jab tak kakay ne aapki dholki paat ker baikaar na ker di tab tak nahi aane wala
mein to hairaan hoon abhi tak samajh nai aai aapko
warna bari himmat hai
Re: Kiya Hakuna Matata…
ab dholki silwa ker aana warna maza nahi aayega… ya phir new dholki leke aayein
ya phir usi dholki ke chamray new lagwa lein
Re: Kiya Hakuna Matata…
wese banda o kam ee naa kare jinde naal dholki paat paye
Re: Kiya Hakuna Matata…
koi samjhao dholkiyoon wale ko ke aise nai kerte
Re: Kiya Hakuna Matata…
wapsi aundeyan intzaam kerke jana dholkiyan da
Nain
April 12, 2013, 10:15pm
19
Re: Kiya Hakuna Matata…
Ash haza ya kehmey wale bhai…
ye sab kya hai kihmein main dhamaka:bummer:
App ne ye answers kyun pochein hain wo bhi sirf hk ke liye..Kya hu gaya:bummer:
Re: Kiya Hakuna Matata…
Ash haza ya kehmey wale bhai…
ye sab kya hai kihmein main dhamaka:bummer:
App ne ye answers kyun pochein hain wo bhi sirf hk ke liye..Kya hu gaya:bummer:
jalne ki boo aarahi thi ya keh lein mou ki khani pari
wese kehte hein insan ki izzat uske apne haath me hoti hai…
dholki bajwa ke side pe ho gaye hein ab wo