kiya auortoon ko is masharay … ? is duniya main nazar utthanay ki ijazat hai…?
ap kiya samajh thay hain?
plz share ur veiws…

Re: ??? Kiya auortoon ko nazar utthanay ki ijazat hai???
lol oh please! is this for real?
Re: ??? Kiya auortoon ko nazar utthanay ki ijazat hai???
...and then there is Surah An-Naas and Surah Falaq
Re: ??? Kiya auortoon ko nazar utthanay ki ijazat hai???
MOD:kia is thread ko move nehi karna chaiye?
Re: ??? Kiya auortoon ko nazar utthanay ki ijazat hai???
lolz !!!!!
yes bilkul ijazat hai !!!
specially mother!
Re: ??? Kiya auortoon ko nazar utthanay ki ijazat hai???
nazar, haath, joota, danda .. sub uthaanay kee ijaazat hai
Re: ??? Kiya auortoon ko nazar utthanay ki ijazat hai???
PL ! what exactly you mean by nazar uthanay ki ijazat !!!!
Re: ??? Kiya auortoon ko nazar utthanay ki ijazat hai???
Nahin jee..aurtoan ko sirf tum mardoan aur tumharay khaandaan aur bachoan ki free of wages zimmay-dari uthaanay ki ijaazat hai..na Kuch sochnay ki na Kuch samajhnay ki,na shikayat ya gila karnay ki..Kisi cheez ki ijaazat nahin..Warna seedhi dozakh may jayegi.
^:cb:
^:lajawab: