Main mai to ki. ![]()
Restored attachments:
Re: Kiya aap nai aaj baa-jama’at namaaz adaa ki ?
^ haan namaz parte huwe nazar a rey ho ![]()
Baazo mei teen log aur b nazar a rey heyn :omg:
@lethal_kamikaze @KKF aur @Asif971 toh ni ?? ![]()
Re: Kiya aap nai aaj baa-jama'at namaaz adaa ki ?
lol, how cute. :)
Re: Kiya aap nai aaj baa-jama'at namaaz adaa ki ?
MashALLAH, asif and muqawwee kay bad TS bi naik ho gya ha. ALLAH khair kary........
Re: Kiya aap nai aaj baa-jama’at namaaz adaa ki ?
Aap ko koi shakk tha ? ![]()
Re: Kiya aap nai aaj baa-jama’at namaaz adaa ki ?
Laakh Samjhaya kay Shakk karti ha dunya, magr na gai tairi adaat haans kay guzar Janay ki…
![]()
Re: Kiya aap nai aaj baa-jama’at namaaz adaa ki ?
Ussay yeh bhi bataao:
Na ghar say nikallo, yun zulfain bikhairay
GhaTaa’on main chupnay, lagain gay savairay ![]()
Re: Kiya aap nai aaj baa-jama'at namaaz adaa ki ?
Awwww how cute.
Re: Kiya aap nai aaj baa-jama’at namaaz adaa ki ?
tu maar te nahi khaani oye:5:
Re: Kiya aap nai aaj baa-jama’at namaaz adaa ki ?
Jalna mana hai:sunnyboy:
Re: Kiya aap nai aaj baa-jama’at namaaz adaa ki ?
Imam @TS se pehle salam ni kr liyo ![]()
Aur , shukr kr namaz parr raa hy , uper se ghussa ho raa
Re: Kiya aap nai aaj baa-jama’at namaaz adaa ki ?
imaam ko side mein rakh
baat Humri Tumri
imaam ko kaahe ko beech mein ghaseet raha
Re: Kiya aap nai aaj baa-jama’at namaaz adaa ki ?
Bhai eyes open karo, 4 hain :snooty: