Kiya aap eid main opposite sex se galay miltay hain

aur agar miltay hain to eik dafa yaa teen dafaa ..

waise baray sharam ka muqaam he aap ke liye

Re: Kiya aap eid main opposite sex se galay miltay hain

lolz poochker bolna tha na pehl hi keh dia…
me apne hubby se milti hon aur bhai log se not nebody else and ONCE only :aq:

:bummer:

Main bhee apni wife say galay milta hoon . What is so wrong about it ? The kids laugh at it though. My daughter does :cb: at the sight of it.

Re: Kiya aap eid main opposite sex se galay miltay hain

Maine kub kahaa ke something worng with that :konfused:

Or App ky liy bhi:hehe:

Re: Kiya aap eid main opposite sex se galay miltay hain

yeh mazhabi masla hai.. this should be in religion..

anyway, maiN ammi say miltaa hooN gallay...

abb iss maiN kis baat kaa sharam kaa muqaam hai?

Re: Kiya aap eid main opposite sex se galay miltay hain

^Abba sy kion nahi milty:aq:

Re: Kiya aap eid main opposite sex se galay miltay hain

Oye kis ne bola ke burai he ?


*Tum ny; shram ka maqam tu wahin ata hy na jahan kuch burai hu:D
*

Re: Kiya aap eid main opposite sex se galay miltay hain

lolz tlk :omg: u funny

MIRCH lozl kids find parents gullay milling sso awkward lolz… i duno y and they get so possessive bout it too lolzz

sharam o hyaa to achchi baat he .. buri kub se ho ga'ee


buraai kaa zikr kiss nay kiyaa?

depend karta hay kay agay wala banda kaisa hay. :chai:

chalo bhaa’eeyoN .. apni apni pictures PM kero Adra ko

Tum ny jis andaz sy kah hy os sy:smiley:
**waisy yes jaisa hamara mahol hy na ky shadi sy pehly(at least for bation or behnon) no sex or relations man bap ko aysy amal ghyr shadi shuda aolad ky samny kerty hoy ayhtraz hi kerna chahiy:D
I mean goron or Mexican waxican amin chal sakta hy jahan baqol kiss Urdu safrnam anigar," becch per larky larkiyan khuly amm EID milty nazar aty hain"
ya woh kiya, “Chulak bilian khyl rahy thy”:cb:
Ab yeh thread "Life and Realtion ship"main hona chahiy:hehe:
**

yeah Kiss kahaan se aa gayaa beech main ..

yahan srif Muaa'neqay ki baat ho rahi hai

abba se baghal geer hotey hain :chai:

TLK waisay sharam ka mukaam tu tab hoga jab aap banhain phelaye kharey hon our opposite sex aap ko ignore karkey kisi our se galey milney lag parey :cb:

Indian movie ‘Lamhey’ ke scene ki tarha :hayaa:

Jiss ny kiya tha edit ker diya:hehe:

jabhi tum hamesha sharminda shraminda rehtai ho :hmmm: