:k:
ab is ka jawab baad main..:)..aik tu ap aik sher ki bajiey puri family he utha latey ![]()
:k:
ab is ka jawab baad main..:)..aik tu ap aik sher ki bajiey puri family he utha latey ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
nazar utha k zara dekh tu sahi ik baar mujhay
k teray dard ne kitna badal dya hia mujhay
[/QUOTE]
tabaahii kaa apanii nishaaN chhoD aaye
varaq dar varaq daastaaN chhoD aaye
har ek ajanabii se pataa puuchhate hain
tujhe zindagii ham kahaa.N chhoD aaye
aray vo to ap ke us signautre par main ne kahee hai..
is ka jawab dayna zaroori nahin
[QUOTE]
*Originally posted by ullujii: *
tabaahii kaa apanii nishaaN chhoD aaye
varaq dar varaq daastaaN chhoD aaye
har ek ajanabii se pataa puuchhate hain
tujhe zindagii ham kahaa.N chhoD aaye
[/QUOTE]
door taak ma'yusiaN mah'roomiaN naka'miaN
zindghi sooz-e-tamana k siwa kuch be nahi
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
door taak ma'yusiaN mah'roomiaN naka'miaN
zindghi sooz-e-tamana k siwa kuch be nahi
[/QUOTE]
zindagii ek kiraaye kaa ghar hai ek na ek din badalanaa pa.Degaa
maut jab ham ko aavaaz degii ghar se baahar nikalanaa pa.Degaa
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
Kehnay ko zindagi thee bohat muKHtasar magar
Kuch yuN basar hui keh khuda yaad a gaya
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Kehnay ko zindagi thee bohat muKHtasar magar
Kuch yuN basar hui keh khuda yaad a gaya
[/QUOTE]
zindghi jabar musalsil ki tarha kaati hai
janay kis juram ki saza paa'ee hai saza yaad nahi
[QUOTE]
*Originally posted by ullujii: *
zindagii ek kiraaye kaa ghar hai ek na ek din badalanaa pa.Degaa
maut jab ham ko aavaaz degii ghar se baahar nikalanaa pa.Degaa
[/QUOTE]
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
Zindagi ko na bana laiN woh saza meray baad
Hausla dena unhaiN meray Khuda meray baad
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Zindagi ko na bana laiN woh saza meray baad
Hausla dena unhaiN meray Khuda meray baad
[/QUOTE]
jurtey huwey dekha nahi tootey huwey dil ko
gir jatey hain jo ashak uthaa'ey nahi jatey
![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
Sirf ashk-o-tabassum maiN ulajhay rahay
Hamnay dekha nahee zindagi kee taraf
![]()
![]()
![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
kuchh ajab shaan se logon main rahaa karate the
ham Khafaa rah ke bhii aapas mein milaa karate the
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Sirf ashk-o-tabassum maiN ulajhay rahay
Hamnay dekha nahee zindagi kee taraf
[/QUOTE]
ho gaye khaak tu hum taak teri awaz aa'ee
zindghi tu ne bohat dair se dhondha hum ko
![]()
[QUOTE]
*Originally posted by ullujii: *
kuchh ajab shaan se logon main rahaa karate the
ham Khafaa rah ke bhii aapas mein milaa karate the
[/QUOTE]
zindghi zinda dili ka naam hai
murda dil kia khaak jia kartey haiN
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
zindghi zinda dili ka naam hai
murda dil kia khaak jia kartey haiN
[/QUOTE]
*zindagi to bewafa hai ik na ik din thukray ge
Moot apni Mehbooba hai sath lay kar jay ge *
;) i like this song
[QUOTE]
*Originally posted by ullujii: *
*zindagi to bewafa hai ik na ik din thukray ge
Moot apni Mehbooba hai sath lay kar jay ge *
;) i like this song
[/QUOTE]
ufo yahan koi songs chal rahay hian kia..sher likhi song ka reply nahi hia na hamarey pass me kam kam song sunti ..:p
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
ufo yahan koi songs chal rahay hian kia..sher likhi song ka reply nahi hia na hamarey pass me kam kam song sunti ..:p
[/QUOTE]
:p songs main be poetry hoti hai na :p ap isee co mera replay samaj lo