Irrada tha tarke mohabbat ka lekin
faraib tabussam main phir aagay hum
abhee khaa ke thokar sambhlanay na paye thay
ke phir khai thokar sambhlatay sambhltay
[QUOTE]
*Originally posted by Saqi_the_angel: *
Irrada tha tarke mohabbat ka lekin
faraib tabussam main phir aagay hum
abhee khaa ke thokar sambhlanay na paye thay
ke phir khai thokar sambhlatay sambhltay
Saqi
[/QUOTE]
usi ka shahar wohi madhi wohi munsif
hamiN yaqeeN tha hamra qasoor niqlay gha
hum taray shahr maiN khushbo ki tarha rahtey haiN
mahsoos be hotey haiN nishaaN be nahi rakhtey
[/QUOTE]
Woh jo aaye thay Bohat mansab-o-Jageer kay saath
Kaise chup chap khaRay haiN teri tasveer kay saath
Dekhtay kuch haiN dikhatay HamaiN kuch haiN keh yahaN
Koi rishta hee naheeN khuwab ka tabeer kay saath
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Woh jo aaye thay Bohat mansab-o-Jageer kay saath
Kaise chup chap khaRay haiN teri tasveer kay saath
Dekhtay kuch haiN dikhatay HamaiN kuch haiN keh yahaN
Koi rishta hee naheeN khuwab ka tabeer kay saath
[/QUOTE]
subha k ujaalay maiN dhoondta hai taa'beeraiN
dil ko koN samjaa'ey khawab khawab hotey haiN
Har Lamha Tere Yaad Ke Khushbo Hai Meray Pass
Is Shehar Main Tanha Hon Magar Tu Hai Meray Pass
Jis Shakal Ko Chahon Tere Soorat Main Badal Doon
Ye Husan_e_Tasawar Hai Kai Jadoo Hai Merai Pass
[/QUOTE]
tasuwer maiN sadaa awo magar kuch taiy'rna seekho
tum aksar doob jatey hao meray ashkooN k toofaaN maiN
Main Apne He Uljhee Hoe, Rahoon Ka Tamasha
Jatai Hain Jidhar Sabh, Main Udhar Kyon Naheen Jata
Woh Naam Jo Na Janai Kab Sai, Na Chehra Na Badan Hai
Woh Khawaab Agar Hai To Bikhar Kyo Naheen Jata
Tumhe chaha bhi to izhaar na karna aya
katt gay saari umarr hume pyaar na karna aya…**
tumne maangi to fakat humse judaai mangi…
aur hum thai, humain inkaar na karna aya..**